Ad Code

Responsive Advertisement

20 Best Golden Word Follow It And Changed Your Life Aqwaal E Zareen


best goden word about islam in hindi
Golden Word  In hindi
The Golden Word In Islam follow this articul and make your life successfull insha Allah taala 

Hi my all dear friends aaj ki post me aapko woh
 baaten bata raha hun jo hamare aslaf sufi santh buzurgane deen me mojood thi or unka in batun 
par amal tha jiski bina par woh dunya me bhi 
successfull kamyab the or akhrat ka kehna hi kya 
zindgi kamyaab wahi hai jo allah or uske rasool 
ki farmanbardari me guzre warna jine ko 18 hazaar
 cror makhlooqe khuda hai  insaan ko allah ne sab 
se behtreen banaya taki woh samjh sake ki allah kon 
hai or uski barhaai bol sake or uski tasbih bayan 
karta rahe 


Kisi ko dukh dene wala kabhi khush nahi reh sakta (Hazrate Abubakar r.t.a.)


Kisi ki be basi par mat hanso kyunki yeh waqt tum par bhi aa sakta hai (Hazrate Umar r.t.a.)


Kisi ki aankh tumhari wajah se nam naa ho kyun ki tumhen uske har aansoun ka karz chukana padega (Hazrate Usmane Gani r.t.a.)


Khaas kar Mazloom OR namaazi ki aah se daro kyunki Aah kisi ki bhi kyun na ho woh Arsh ko cheer kar Allah ke paas jaati hai (Haz.Ali.r.t.a.)


Preshaan Hona insaan k insaan Hone ki DaLeeL hai Lekin  Preshan Rehna insaan k Allah per kamil Yaqeen naa Hone ki DaLeeL hai.


Tum -HAQ-: baat kehne se naa Dro Kyun ki Allah ke siwa Na koi Tumhen Mout de sakta hai aur na koi Tumhara RIZQ Kam kar sakta hai


 Ager Dunya me Sirf  sukoon Hota to Log Allah ko Bhool Jaate 

Sukoon To Sirf Un Logon k Pas hai Jo Allah ki Razaa (khusnudi)  Ko Apni Raza Samajhte hain


Jannat K Montazir na raho Balki Aise Kaam karo k jannat khud Tumhari muntzir (intzaar) me rahe Beshak Allah bahut Reham karne wala hai 

Agar Rizq. Aqal or hushyari se milta to jaanwer or Bewaqoof (fool) zindah hi naa rehte 


Allah ki 4 rehmaten aisi hai jo insaan ko jaldi se bardasht hi nahi hoti 1. Beti 2. Mehmaan 3. Barish 4. Bimaari Jabki yeh chaar cheejen Allah uss jagah par Utarta hai jin se Woh behad mohabbat karta hai (buzurgun ki baaten)



Post a Comment

0 Comments

Close Menu