Ad Code

Responsive Advertisement

Quraan Se Ilaaj Kaise Karen? Your All problums solve in Quraan

Aapki bimariyan or unka Quraan se ilaj

Hi my all dear readers pichhli post me menne aapko bataya tha ki quraan ke aksharun me kitne raaz chhupe hai or kyun na ho ki yeh allah ki muqaddas kitab hai jisme puri dunya ki preshaniyun ka hal (salution) mojood hai jiski zindah misaal sahabae rasool ki hayat(life) hai

Aaj har taraf afra tafri ka dor dora hai insaan har tarah se musibatun ka shikaar nazar aaraha hai kabhi sir ka dard kabhi pait ka dard kabhi kamar ka dard kabhi kuchh to kabhi kuchh yani kisi na kisi tarah har aadmi musibatun ke daldal me fansa huaa nazar aaraha hai kuchh to be chare itne laachaar or majboor h ki unke paas itne paise (crancy) bhi nahi ki woh doctot ko fees ada kar sake ab woh gareeb kya aise hi apne dard (pain) se do char hote rahinge ......ji nahi men aaj aapko 1 aisa tritman ilaj batane wala hun jo koi bhi aasani se kar sakta hai na hi mehngi dawaiyun ki jarurat na hi koi paise ka tention bass aap quraane paak se apni har tarah ki problums ka suluation kar sakte hai woh bhi bahut aasani se bas aap in ruls ko follow karen

Yeh amal allama dairbi r.a. ne apni kitaab me likha hai ki Rasoole akram s.a.w. ne irshad farmaya jo koi Barish ka pani lekar usspar 70 baar Surae Fatiha alhamd shreef 70 baar Aaytul kursi 70 baar Surae Ikhlas qul huwwallaho aahad 70 baar Maouzatain falaq w naas padhkar dam kare

Qasam hai uss zaat ki jiske qabze me meri jaan hai hamesha jibrail a.salam mere paas aae or mujhe khabar di iss baat ki ki jo mareez iss dam kiye hue paani ko 7 day din subah nihaar muh (bhuke pait) pi liya karega to allah taala uss shakhs se jo mareez hai  tamam bimariyun ko apni zaat se karam se karpa se door farmadega or ussko 100% tandrusti ataa farmaega or saari bimariyun (pain) ko uss mareez ki ragun or gosht (mans) se or haddiyun se or uski puri boddy se nikaal dega insha allah

Or 1 jagah yeh bhi likha hai ki mohammade arabi s.a.w. ne kaha jo shakhs bimaar ho preshaan ho to paak w saaf pani par surae fatiha (alhamd shareef) padhi jae or aaytal kursi ot mauzatain falaq w naas in sab suratun ko 71-71 baar padhkar subah nihaar munh (bhuke pet) pani piya jae to allah ke fazal se usske paas kabhi koi bimari w aafat aaegi hi nahi insha allah

1 raaz ki baat agar koi shakhs daily rozana qurane paak ki tilawat karega agarche woh kuch hissa hi padhe magar rozana padhega to woh shakhs budhhape (oldman) me nahi satyaega balki budhhaape me bhi uski aqal w shaour w danishmandi barhti rahegi yeh baat mustanat (sure) hai or mujarab bhi koi galat na samjhen kahin aapka imaan kharab na hojae ummed hai ki aapko yeh quraaniamal pasand aaya hoga agar kuchh samajhne me preshani ho to niche comment box me aap likh sakte hai ...skb.......

Post a Comment

0 Comments

Close Menu